Poetry Collection by Harjeet Singh

Mahsūs mērā dard kabhī, tū bhī kiyā kar


Mahsūs mērā dard kabhī, tū bhī kiyā kar,
Dō ranj kī ghadian kabhī tū bhī jiyā kar,
Mērī har rāat ānsuō mē dubōnē wāale,
Thōdē ānsū kisī śāam tū bhī piyā kar.