Poetry Collection by Harjeet Singh

Category: Barsat Shayari in English

  • Jab Binn Badal Barsat Ke

    Jab Binn Badal Barsat Ke ,Hum Tum Behga Kartee TheyJab Chotee Chotee Batoon Per,Hum Tum Rutha Kartee TheyJab Hathon Main Hath Daal Kar,Hum Tum Kehla Kartee TheyJab Ankhon Se Akhain Mila Kar,Hum Tum Batain Kartee TheyJab Iss Duniya Ko Bhula Kar,Hum Tum Apnee Duniya Main Rehte TheyJab Kadmon Se Kadam Mila Kar,Hum Tum Rahon Per […]

  • Atte Ho Tum Barsaat MaiDeewani

    Atte Ho Tum Barsaat MaiDeewani Mujhe Banate HoMere Bheege Badan Ko Dekh KarShrarat Se Muskurate HoKapkapate Is Jisam KoApni Bahon Ka Anchal Urdate HoDhadkate Hue Humare Dil KoApni Baato Se Sehlate HoJalati Hai Man Mai Ek JawalaJisko Samjh Khoob Tum Jaate HoBand Kar Le Jo Hum Apni AnkheinBas Hume Hi Dekhe Jaate HoChum Kar Matha […]

  • Ghum Ki Baarish Ne Bhi

    Ghum Ki Baarish Ne Bhi Teray Naqsh Ko Dhoya NahiTu Ne Ne Mujh Ko Kho Diya, Mein Ne Tujhay Khoya NahiNeend Ka Halka Gulaabi Sa Khumaar Ankhon Mein ThaYun Laga Jaisay Woh Shab Ko Dairr Tak Soya Nahi ThaHar Taraf Deewar O Dar Aur Unn Mein Ankhon K HujoomKeh Sakay Jo Dil Ki Halat Woh […]

  • Barisho Ke Mausam Mai

    Barisho Ke Mausam Mai, Waqt Ke Andhero MaiMene Usse Poocha Tha, Chod Toh Na JaaogeHaath Thaam Kar Usne Kaan Mai Ye Bola ThaKese Chod Sakta Hun, Tum Toh Meri Jaan HoAur Aaj Aesa Hai, Zindagi Ke Is Modd ParWehshatoh Ke Mausam Mai, Mene Usse Poocha HaiChod Kar Hi Jaana Tha, In Muskurati Galiyon MaiFir Khushiyon […]

  • Saawan Ka Mausam Tha

    Saawan Ka Mausam ThaPoonam Ki Raat ThiMein Uske Paas ThaWoh Mere Karib ThiFir Woh Mere Paas AayiAur Thodi Si GhabraayiJab Meine Uska Haath PakadaTo Woh Thodi Si SharmaayiUsne Kaha Aaj HumAise Bandhan Me Bandh JaayeJise Duniya KiKoi Taakat Na Tod PaayeMeri Khushi Ka AndaazaLagana Mushkil ThaPar Iske Aage Jo HuaWoh Batana Bhi Mushkil HaiUsne Mera […]

  • Bhagon Main Phir Bahaar Ka

    Bhagon Main Phir Bahaar Ka Mausam Hai Aa GayaPhir Zindagi Main Pyar Ka Mausam Hai Aa GayaSerson Ka Rang Khila-Khila Haldi Ke Rang SeLagta Hai Phir Ubaar Ka Mausam Hai Aa GayaSharma Ke Laal Ho Gayee Kaliyan Plaas KiSapno Main Intezar Ka Mausam Hai Aa GayaPurvayiyon Ke Haat Phir Mehandi Lagi HuyiDoli Ka, Phir Kahaar […]

  • Hain Aik Baarish K Roop Kitne

    Hain Aik Baarish K Roop KitneWohi Hai Badil , Wohi Ghata HaiYe Raaz Kya HaiTamaam Qatre Zameen Per Aik Saath Aa Ker Girte HainPhir Bhi Sab Aik Se Nahin HainKe Jaise Naghma , Bohat Se Saazon Se Mil K Banta HaiAur Phir BhiTamaam Saazon Ka Apna Apna Alag Tashakhuss HaiJaise Pairon K Sabz PattayK Sabz […]

  • Ajj Barish Mujhe Afsurda Kur Gayi

    Ajj Barish Mujhe Afsurda Kur GayiIski Hawa Saari Kushi Uraha Ley GayiKuin!Pata NahiMeara Dil Dukha GayiAjj Barish Mujhe Afsurda Kur GayiLaga EaseyJeaseyRoya Ho Aasman Meari TurhanNahi Samujh AyaaHowa KiaBas Meari Aankh Num Kur GayiMeara Dil Turpa GayiAjj Barish Mujhe Afsurda Kur GayiAjj Barish Ko Choowa Bhi NahiPhir BhiMujhe Yaadon Se Bheego GayiAjj Barish Mujhe Afsurda […]

  • Jaane Ye Kaun Sa Mausam Hai

    Jaane Ye Kaun Sa Mausam HaiJaane Ye Kaun Sa Mausam HaiNa Sardiyon Ki Dhoop HaiNa Din Yahan Par Kam HaiNa Thand Ka Koi Bhi Roop HaiNa Mitti Ki Khushbu HaiNa Bheege Yauvan Mein HulchulNa Baadalon Mein Guftagu HaiNa Chai Pakodi Ka Hi Koi PalDhoop Bhi Chilchilaati NahiNa Chaandni Ka Koi AalamNa Jharnon Ki Aarzoo KahinNa […]

  • Badalate waqt ka ik silsila

    Badalate waqt ka ik silsila sa lagata haike jab bhi dekho use dusara-sa lagata haitumhara husn kisi aadmi ka husn nahikisi buzurg ke sachi dua sa lagata haiteri nigah ko tamiz rang-o-nur kahanmujhe to khun bhi rang-e-hina sa lagata haidamag-o-dil hon agar mutmain to chaon hai dhupthapeda lu ka bhi thandi hawa sa lagata haiwo […]