-
Hum chah kar bhi use paa na ske
Hum chah kar bhi use paa na ske Ye dard~e~dil sunaa na ske Socha ki smjh jayenge ankho se baaten Par unki ankhon se ankhe mila na sake.
-
Pyar ka haq zamane mein sabhi ko hai
Pyar ka haq zamane mein sabhi ko hai, Lekin pyar karne ka sila sab ko kahan milta hai, Ye bhi kya kam hai ke kuch dair toh hum hass toh liye, Bhala ye muqaddar bhi bhala sab ko kahan milta hai.
-
Sona chahta hun per neend nahi aati
Sona chahta hun per neend nahi aati hai, Badal badal ke karwate yunhi raat guzar jati hai, Kar bhi pyaar ka izhar ya jaane jigar, Akhir kyon tu mujhe itna tadpati hai…
-
Ek Panchi Ka Bada Dard Bhara Fasana
Ek Panchi Ka Bada Dard Bhara Fasana Tha, Zakhmi They Pankh Aur Toofan Me Use Jana Tha, Toofan To Jhel Gaya Wo Nadan, Par Ghar Pahuch Ke Hua Use Bada Afsos, Kyunki Wohi Daal Tooti Thi Jispe Uska Aashiyana Tha.