Poetry Collection by Harjeet Singh

Duniya main har kisiko mukkamal zahan nahin


Duniya main har kisiko mukkamal zahan nahin milta,
Wafa karke bhi is dil ko kahin panah nahin milta,
Saanse ab bhi baki hai is jism mein, is ummeed se,
Ke koi apna nahin to begana hi milta !