Poetry Collection by Harjeet Singh

Dukh me khusi ki wajah banti hai


Dukh me khusi ki wajah banti h mohabbat
Dard me yaado ki wajah banti h mohabbat
Jab kuch b acha nai lagta hume duniya me
Tab humare jine ki wajah banti h Mohabbat