Poetry Collection by Harjeet Singh

Jis kadar zameen aasman ka milna


Jis kadar zameen aasman ka milna mumkin nahi,
Aisi hi kuch saza paa gayi hu tere pyaar mein,
To kar chalein missalein kayam dooriyon ki,
Mai zindagi bhar pyaasi rahungi aur tum yuhin baraste rehna.