Poetry Collection by Harjeet Singh

Kyon daren ki zindagi mein kya hoga


Kyon daren ki zindagi mein kya hoga..
Har waqt kyon sochen ki bura hoga..
Badhte rahen manzilon ki aor hum..
Kuchh na bhi mila toh kya tazurba toh naya hoga …