Poetry Collection by Harjeet Singh

Mohabbat aisa Suhana Safar hai


Mohabbat aisa Suhana Safar hai,
Jinki Bahut Aasaan Dagar hai,
Gum ho jate hai Haseen Rangeeniyo mein,
Fir Unhe Duniya kaha Khabar hai.