Poetry Collection by Harjeet Singh

Mohabbat har ek ko mile zaruri to nahi


Mohabbat har ek ko mile zaruri to nahi,
Hum jise chahe woh humse pyar kare zaruri tho nahii,
Woh bahut yaad aa rahe hain aaj mujhe,
Hum bhi unki yaad ban jaye yeh zaruri to nahi.