Poetry Collection by Harjeet Singh

Dukh mein khushi ki wajah banti hai


Dukh mein khushi ki wajah banti hai mohabbat,
Dard mein yaadon ki wajah banti hai mohabbat,
Jab kuch bhi acha nai lagta hume duniya mein,
Tab humare jine ki wajah banti hai Mohabbat.