Usko chaha bhi to izhar karna na aaya,
Katt gayee umar sari humein pyar karna na aaya,
Usne manga bhi kuch to Judai mangi,
Aur hamein inkar bhi karna na aaya.
Poetry Collection by Harjeet Singh
Usko chaha bhi to izhar karna na aaya,
Katt gayee umar sari humein pyar karna na aaya,
Usne manga bhi kuch to Judai mangi,
Aur hamein inkar bhi karna na aaya.