Poetry Collection by Harjeet Singh

Waqt Badal Jata Hai Insaan


Waqt Badal Jata Hai Insaan Badal Jate Hai,
Waqt Waqt Pe Rishto Ke Andaaz Badal Jate Hai,
Kabhi Keh Diya Apna To Kabhi Kar Diya Paraya,
Din Or Raat Ki Tarh Zindagi Ke Ehsas Badal Jate Hai.