Poetry Collection by Harjeet Singh

Zindagi ek kiraye ka ghar hai


Zindagi ek kiraye ka ghar hai, Ek na ek din badalana pade ga, Maut jab hum ko awaz degi ghar se, Bahar nikalana padega. Dher matti ka har aadmi hai, Bad marane ke hona yahi hai, Ya zaminon mein turbot banengea, Ya chitaon pe jalana padega. Raat ke bad hoga savera, Dekhana hai agar tum ko din ka suneharapan, Phoolon pe rakhane se pahale tum ko kanton pe chalana padega, Aitabar un ke vadon ka mar kar, warna ae dil mere zindagi bhar tujh ko bhi, Mombatti ke tarah qatara qatara pighalana padega . Ye javan hai pal bhar ka, Sapana dhund le koi mahbub apna, Ye jawani agar dhal gai to umr bhar hath malana padega.